Soch aj or kal ki
Aj post dali jayegi. Jinme baatein badi badi likhi jaayegi.. Naari tu balwan hai chilla chilla kr bola jaayega.. Naari hi shakti hai aj sab jage likha jayega..
Din badlega vichar badal jayenge. Jo naari kl shakti thi.. aj vo maal ban jayegi.. kl jin aankhon se unki khubsurti ki taareef hui thi..Aj unhi aankhon se uss khubsurti ko tar tar kiya jayega. Aj usko ashlilata ki nazar se dekha jaayega..
Jo aj ladkiyon ki kamyabi ki kahaniyan sunayenge.. vo kl unki kaamyabi pe saval uthayenge.. Uski mehanat ko bhul. Vo ladhki hai isliye usko promotion mila hai. Fir ussi purani soch ko apni baaton mai dekhlayege..
Jinko aj unka late aana bhi sahi lagega, chhote kapde pahna bhi sahi lagega, char ladkon k sath khade ho baat karna bhi sahi lagega. Lekin jab kuch hojaye to ye vichar badal kyu jaatein. Fir kyu uske charitra pr saval khade kiye jaatein hai..
Agar naari ki taareef karni hai.. to uske liye ek din deena jaruri hai.. agar uski kaamyabi ki kahani sunani hai.. to uske liye ek din deena jaruri hai.. agar uski ahamiyat kya hai batane k liye.. to uske liye ek din deena jaruri hai..
Uske liye sirf ek din nahi har din hona chahiye. Jo baatein y soch aj unke liye dekhate ho. Vo har din dekhani chahiye.
Or han...
Aj post dal kr mai cool dikhaunga.. nahiiii..

Omg so awesome great job akshay ๐
ReplyDelete