Raani
Ishq se meri kbhi bani nahi hai. Kyuki jisko maina chaahya vo mujha kabhi Milli nahi hai. Vo pal do pal ki khushi mai mujha hazaro gaam degya. Mujha akela rahna ka ek sbak degya. Mera bevjha usse dur se dekhta rahna. Vo 45min. Ki class mai 45 bar mera usse dekhna.or yuhi usse dekhta rahna. Har raat ko apna hi. Khwab sajata tha. Jisma mai khud ko Raja usse apni Rani bnata tha or saari duniya se uska liya ladh jaata tha. Pr haqiqat to kuch or hi thi. Na mai uska Raja na vo meri Rani thi. Kyuki usna meri pyar ko naa bol diya tha. Pr mai fir bhi usse pyar kare jaarha tha. Har raat mai apna hi khwab sajaye jaarha tha. Jisma mai khud ko Raja usse apni Rani bnaye jaarha tha. Mujha khud bhi yaad nahi ki mai usse pyar krta hu maina kitni bar bola hoga. Pr mujha itna pta hai ki usna mujha har bar naa hi bola hai. Kyuki... Ishq se meri kabhi bani nahi kyuki jisa maina chaahya vo mujha kabhi milli nahi...