Posts

Showing posts from May, 2021

Fikr hai usko meri

 Baatein kabhi galt kr jaata hu..Jisko khone se darta hu. Usse  hi dur jane ki baat kr jaata hu..  Ghabra jata hu ki kahi vo meri baat par aaml na krle. Uske pass jane ki raahon ko vo band na krde.. Galtiyan khud kr usko galt btane lgta hu.. uske bole sach par bhi sawal uthane lgta hu.. Fikr hai usko meri.. mai bhi  fikr krta hu.. uski fikr mai apna pan or apni mai main apna swarth dhundhta hu.. Mere liye vo sabse achi.. fir bhi kyu usse itne sawal krta hu.. uski itni se baat ko kyu samjhne se mai bar bar inkar krta hu.. Darta hu usse dur jaane se mai.. fir bhi kyu usse dur jaane ki baat krta hu.. kyu uske apne pan ki bhashan ko samjhne se inkar krta hu.. mushkil hai ab tujhse yon dur ho jana is baat pr vishvas krta hu...

Ek raat jee leta hu..

 Logo se baatein chupane lga hu.. apne dil ko bevkuf banane lga hu.. duniya ko hass ke dekhane lga hu . Koi puche ki problem kya hai.. to sab thik batata hu.. Dusre ko uski  pareshani yaad dela.. apne se unka dhyan hatata hu... Raaton ko usko yaad kr leta hu.. phone mai rakhi uski tasveeron ko dekh leta hu.. fir usi muskurate cheere ko yaad rakh..ankhe bnd kr fir uske sath ek raat jee leta hu main.. Baatein mai usse boht krna chahta hu.. dil mai bhare uske liye pyar ko shabdon mai bharna chahata hu mai...lekin bolne se ghabra jaata hu . fir duniya jahan ki baatein kr.. agli baar k liye himmat jutane lg jaata hu mai.. Baaton se apni bharosa dila rkha hai.. mai thik hu ye usko batla rakha hai..  Pareshan mai usko karna nhi chahta isliye khud pareshan kr rakha hai...cheere par muskan lekr baaton ko usse chupa rakha hai..

Likhta hu tere bare dekh ke raaton ko sitare

 लिखता हु तेरे बारे देख के रातों को सितारे  इश्क़ है हाँ तुझसे जाने ये मौसम सारे  खुलके हाँ में कहना चाहता दिल के भेद सारे  तू होवे या ना होवे मेरी जाने मुझ को दुनिया मे सारे तेरे ही नाम सहारे  सोचा ना था ये हो वेगा इश्क़ मुझको तुझसे होयेगा। दुनिया मेरी पूरी पलट गई देख के तेरे नेनो के इशारे  लिखता हूं अब तेरे बारे देखके रातों को सितारें गलतियां तेरी दिखती नही है तेरे तो कोई अच्छी नही तेरे इलावा मेनू कोई जचती नही है  मंगता था मैं तो रब से  मुझको मिले कोई हट के  रब ता मेरी सुन ही लिया मेरे लिए तेनु चुन  ही लिया। लिखता था जो इश्क़ की बाते उससे होगी मेरी ऐसी मुलाकातें  रब ने हाँ सब सुन ही लिया उसने तुझको मेरे लिए चुन ही लिया।