Posts

Showing posts from September, 2017

Sayd

Sayd mai tujhsa ab pyar nahi krta.sayd Mai tujha ab pyar nahi krta... Is baat ka mai sbko yakin delata hu... Sayd mai tujha bhul gya hu. Mujha tu ab yaad ni h . teri vo baat sayd mujha ab yaad ni h. Tera sath vo hassna vo muskurna vo har choti choti baat Pr ldhna or fir tujhko pyar s mnana..... Sayd mai ya sb baate bhul gya hu.... Or is Baat ka Mai sab ko yakin delara hu... Sayd mai sb ko yakin dela bhi du. Pr khud ko yakin kesa delau ki. Sayd nahi mai tujha aj bhi utna hi chaata hu...