Ideal mard theory
Bahar to sab thik hai..
Bawal to ander macha hai..
Pareshaniyon ko ander sehne mai dabaye...
Zuban se bs.. bhai koi pareshani to nahi.. pr sab thik hai hi nikla hai.. zuban se bs sab thik hai hi nikla hai..
Sab ke samne kya aakele mai bhi rone se ghabrata hai... Ankh se ek aasu na nikl jaye uss pe pura zoor lgata hai..
Bachpan mai jisko sab btaya krta tha.. aj unse hi baaton ko chupata hai.. din bhr mai kitni br unse lad jaata hai.. pr unko gale lga pyar jatane ki baat se awkward feel kr jaata hai..
Doston ko bhi apni khushiyon k hissa bnata hai...Ghamon ko to unse bhi chupata hai...
Apne ghusse mai apni kamzoriyon ko chupata hai... Mai ander se akela hu bolne se sharmata hai...
Kyuki vo society ki ideal mard ki theory or characteristics ko apnata hai..

Waah๐
ReplyDelete