Vo 4 din
Vo 4 din han mujha yaad h kyuki meri chooti se zindagi ka acha dinno mai vo 4 din bhi shumar hai.
Kyuki vo 4 din hi hai mera pass tra sath beetaye palo K naam p.
Bhot kuch m tra baara mai jana chaata tha or bhot kuch tujha baatlna chaata tha. Soch ta tha tym bhot h kyuki abhi to clg ki Sooruvat hai. iska khaatam hona m din bhot hai . bol duga sari baata m tujhsa jo mera dil m hai.
Mujha kya pta tha ki mera pass ya 4 din hi raah jayega. Uska baad hum tujhko khud s bhot dur payega.
In 4 dino mai m bhot kuch jaan gya tha . Tra chaare ki vo udaasi or tra akela paan m sab bhaap gya tha.
Tri khushi k liya mai sab kuch krna ko taiyar tha tra zindagi mai m ek jokr bna ko bhi m taiyar tha.
Bora bhot lga tha mujha jb mujha pta chala ki tu chali gayi hai. Khamoosh hogya tha m. aankho mai halki si naame liya tare yaado mai khogya tha m.
Phir socha acha hua tu chali gayi.kyuki ghrwalo s dur Tujhsa ab n raaha jarha tha. yahi teri khamooshi K sabab bna jarha tha.
Sayd ab to khush hogi tera chaare ki vo hassi vo muskan waps
Loot aagyi hogi.
Bora mujha lgta h tera s dur hona k Pr tri kushi K liya ab ya daard bhi mujha haasin lgta h.
Aww sweet๐
ReplyDeleteWah londe ๐๐๐
ReplyDeleteRukh ja Mera bhi ready Hai Publish Marta hu๐๐
ReplyDelete